Anjan Shahar mein Anjan ladka
Darbhanga to Mumbai
Mumbai 2nd day
Thane station se k baad govindi mi utre local train mi bahut zyada bhid ka samna karna pada Allah ka shukr hai sahi se pahunch gya us k baad aatifa enterprises pahuncha office mi thodi der baat hui us k baad hotel mi chala aaya room mi aane k baad thodi der aaram kya us k baad fresh hua os k baad sokon se thoda bahar ghooma or mai thoda tayari karne laga isliye k dosra din Mera interview tha karte karte namaz ka time ho gya nmaz padh kar khana khaya phir thoda aaram kya or phir uth kar asar ki nmaz padhe phir maqrib phir esha phir khana khaya so gya.
Comments